The benefit of bill payment through bank

in #bank6 years ago

Hello Dosto, Main aap ko bata raha tha ki kaise bank me jo choti moti katoti hoti hai uss se aap kaise bach sakte hai. Jisme maine aap ko bataya tha ki samay par apne credit card ka EMI bhare warna late fine lag sakta hai. Aur ATM ke istemaal ke baare me bhi maine aap ko bataya tha umeed hai aap ne meri pichli post padhi hogi agar aap ne nahi padhi to aap beshak wo padh le. 

Image Source saralpoint.com

Aaj aise hi ek aur benefit ke baare me main aap ko bataunga jo aap ke bahut kaam aayegi aur aap iss ko jaan kar khush honge. Iss se aap ke bahut paise bachenge aur discount bhi milega. 

Bank se kare sabhi bill payment

Dosto phone bill, water bill, electricity bill ye sab to aap bharte hi honge to agar aap online ye sab ka payment karoge to aap ko kabhi kabhi cashback bhi milega aur aap ko aur bhi bahut benefit milti hai. Aap inka payment net banking ki madhyam se kar sakte hai. 

Apne account me net banking karwa le aur aap auto deduction ka bhi option choose kar sakte hai. auto deduction me bill payment par aap ko kuch benefit bhi milega. 

Image Source indianbanking.in

Ab main aap ko apne next post me aur bhi kuch jaruri baate bataunga jiss ka jaan na aap ke liye jaruri hai uss se bhi aap ke kaafi paise bachenge aur wo jankaariya aap ke kaam bhi aayegi isliye dosto meri agli post ko jarur padhna aap. 

Sort:  

You got a 12.22% upvote from @upme thanks to @mahtabansari370! Send at least 3 SBD or 3 STEEM to get upvote for next round. Delegate STEEM POWER and start earning 100% daily payouts ( no commission ).

Main aisa hee karta hun yahan pakistan main Easy paisa hai just like a mobile wallet uss y pay karta hun jisse mjhe kafi bachat hi jati
Btw thanks for your advice 👍🏻

Coin Marketplace

STEEM 0.25
TRX 0.11
JST 0.032
BTC 62432.37
ETH 3003.22
USDT 1.00
SBD 3.78