Vayu Vavazoda ke Baare Me Aaap Ko Kucch Khaas Baat Aapko Batana Chahta Hu

in #blog5 years ago

aap sabhi ko me aaj bahut hi aek jaruri baat batana chahta hu aap sabhi log iska jarur dhyan rkhiye doto aaj me aap ko vayu vavazoda ke baare me kucch khaas baat yaha par batana chahta hu dosto yah 110 to 120 km prati zadap se aane wala he yah hawamaan vibhag ne batanaya gaya he or bahut hi bhayankar yah bharat ke gujrat rajya me aane wala he or agle 72 ghante me yah bataya gaya he or gujrat ke kai area ko alert kiya gaya he savrastra, kacch me bahut hi jyada gati se havae tej havae aane wali he veraval ke kinare se kam se kam 750 km suri par he or suart se kam se kam 370 km dusr bataya gaya he or kai logo ko yaha par macchi maro ko 1170 bot dariya ke nadar thi use tantra ne alert kiya or vapis bulaya gaya he or dosto yaha par kai jagah se NDRF tim ko bhi yah par tainaat ki gai he or pahle se hi yaha par suraksa ki gai he taki koi nuksaan jyada se jyada na ho dosto yaha par cost gard , indian nevi or army jese dizaster timo ko yaha par bulaya gaya he porbandar veraval me 1 nombar signel bata kar sabhi macchi maro ko vapis bulaya gaya he vayu name ka vavazoda gujrat ke dariyai vistar me aage badh raha he sabhi vavazoda  ko dhyan me rakhte huve sabhi rajya sarkar ne isro ke saath sampark me rah kar isko dhyan me rakha gaya he .



image source

Coin Marketplace

STEEM 0.35
TRX 0.12
JST 0.040
BTC 70351.33
ETH 3563.43
USDT 1.00
SBD 4.72