Loan ke liye guarantee me kya dena hoga

in #business6 years ago

Hello Dosto, Technology me koi idea hai aap ko to iss par 1 crore ka loan mil sakta hai iss par main pahle hi 2 post likh chuka hoon. Iss se pahle waale jo 2 post hai wo isi par likha hua hai umeed hai aap ne usko padha hoga aur agar ab tak nahi padha hai to padh lo. 

Image Source pexels.com

Dosto ek hi post par sab kuch na bata sakta main aap ko isliye part kar kar ke batata hoon aur ek hi post jyada lamba hone se log padhte bhi nahi hai isliye alag alag kar deta hoon taaki logo ko padhne me asaani ho. Umeed karta hoon aap ko mera blog padhne me maja aata hai. Agar aap ko koi dikkat ho to aap mujh se puch sakte hai mujhe pata hoga to main aap ko jarur bataunga. 

Loan ke liye kya dena hoga guarantee? 

Loan ke liye promoters ko apni personal guarantee deni hogi. Aur iss ke saath saath movable and immovable property taiyaar hogi. Kyo ki iss ko bhi guarantee ke tor par rakhna hoga. Bas iss me aur koi kisam ka documents nahi chahye jo jaruri chije hai wahi sab chahiye. Banks waalo ki tarah ye aap se 75 sawaal nahi karenge. 

Ab main aasha karta hoon aap ko sab kuch samajh aa gaya hoga aur ab tak agar kuch samajh na aaya ho to aap mujh se comment kar ke puch sakte hai. Waise mujhe jitna bhi pata tha maine aap ko sab kuch bata diya hai. 

Ye iss series ki articles hai in ko jarur padhna. 

  1.  Technology me koi idea hai to isko jarur padhe
  2.  Aapko kitna karna hoga investment
Sort:  

You got a 3.71% upvote from @postpromoter courtesy of @mahtabansari370!

Want to promote your posts too? Check out the Steem Bot Tracker website for more info. If you would like to support the development of @postpromoter and the bot tracker please vote for @yabapmatt for witness!

Coin Marketplace

STEEM 0.31
TRX 0.11
JST 0.033
BTC 64275.02
ETH 3139.81
USDT 1.00
SBD 4.14