Cat mere room main so rahi hain

in #explore5 years ago

Assalamu Alaikum !!

Subhaaa Bakhairr .

sub bhai kese hain sub indian and pakistani bhai log aur jo bangladesh se hai ummed karta ho sub theeek hon gye .

aj main ap se apny room main soi hoi cats ki pics share karta hon . ye cat kafi days se hamre ghr pe hain ye total 3 babies the lekin ub hamre ghr main bus yahi reh gya hain aur iski mama :)

yee bhot hi teez hain aur khilata rehta hain is k sone ki koi fix jagha nahi hain kabhi sofe pe sota hain tu kbhi bed pe tu kabhi window main so jata hain .

ye hum ne shoq se nahi rakha howa lekin jub ye hamre ghr main aye tu bhot hi chote the is le inko gher pe hi rehne deya .
ye apni mama k sath bhot zaiyda khilta rehta hain wo bi pics main ap sub logo se share karo ga .yee jo main ne pics share kar raha hon raaat ko jub main apny room main gya tuu ye sofe k oper wali side pe so raha tha tu main ne cemra see pics bna li aur ye chup kar k banwata raha .

logo ne bhot si cats ghero main rakhi hoi hain lekin mujhe inka shoq nahi hain lekin main animals se pyer karta hon . mujhe zaiyda tar dogs pasnad hain lekin time na hone ki waja se ub wo bi nahi rakhtaa hon .

IMG20181010232016.jpg

jub main pics bnane gya tab ye so raha tha lekin shor ki waja se iski ankh khol gi lekin ye bhaga nahi balke pics banwata raha .
main ne kafi zaiyda pics bnai bhot close ja k bi lekin koi achi nahi buss yahi achi lagi tu ap sub see sharee kar raha hon .
ye cat gher main awi khilti rehti hain kabhi kisi ball k sath tu kbhiii dewar pe charhti rehti hain .

iski ankhyo ka color bhot pyera hain wese tu itni pyeri nahi hain lekinnn eyes kamal ka hain .

IMG20181010232020.jpg

last pic main ye thori si dar gi thi shyed bhagne bi lagi thi lekin main pics bnanta rahaa kahi nahi bhagi . shyed isko nend bhot zaiyda ayi hoi thi .
main ap se aur bi iski pics share karo ga jub mujhe moqa mila tu asani se bana saka tu ap logo se zaror share karo ga .

IMG20181010231956.jpg

umeed hain ap logo ko yee cats ki pics pasand ayi hon gi .. aj phr jub ye soye gi jis jagha bi tu main ap logo se iski pics zaror share karo ga .
iski koi jagha fix nahi hain bhot hi teez hai ye aur is trha ki cats taqreeban her kisi k gher main hoti hain aur bhot zaiyda tang karti hain

lekin isne aj tak ghr main kbhi tang nahi kia bus rehti hamre gher main hi hain .

sub bhai apna khyal rakhye ga ap sub ka bhot shukriya joo ap meri post ko like karte ho aur mera bi roz achi achi pics share karne ko dil karta hain .

Sort:  

You got a 13.85% upvote from @upmewhale courtesy of @explorenature!

Earn 100% earning payout by delegating SP to @upmewhale. Visit http://www.upmewhale.com for details!

Great beautiful cute cat I like N good job you are catch your cat in sleep

Coin Marketplace

STEEM 0.35
TRX 0.12
JST 0.040
BTC 70351.33
ETH 3563.43
USDT 1.00
SBD 4.72