Pakistan ki mashoor aur mazeedar mithai

in #mithai6 years ago

Pakistan main har kushi k moqa par mithai ka istemal bohat ziada kia jata hai aur Pakistan main mithai bohat shoq se khayi jati hai mithai main barfi rus gula Gulab Jamun Pateesa Cham Cham bohat ziada khaney k liye pasand ki jati hai aur mithai ko kisi k ghar jaate hue bhi le kar jana pasand kia jata hai Pakistan main mithai ko bohat ziada pasand kia jata hai mujhe bhi mithai main barfi aur Gulab Jamun bohat pasand hai aur main bohat shoq se barfi aur Gulab Jamun khana pasand karta hon Pakistan k ailawa India main bhi mithai ko bohat ziada khana pasand kia jata hai bache bhi bohat shoq se mithai khana pasand karte hain aur apni birthday par cake k saath mithai khana bhi pasand karte hain
1.jpg
2.jpg

Coin Marketplace

STEEM 0.35
TRX 0.12
JST 0.040
BTC 70625.87
ETH 3563.07
USDT 1.00
SBD 4.71