Bukhar k ilaj ka asaan Tareeka

in #tootke5 years ago

main ne apni phele ki kii hoi post main ap sub k sath aik tootka batya tha k gala kharab ho jaye tu kese theeek kar sakte hain tu main ap sub k waste aik aur tareeka laya hon wo bukhar ka hain sub ko bukhar ka pata hain aur sardi ki waja se aur garmio k waste bukhar hota hain .aur kabhi kabhi bukhar itna hota hain k kahi kahi arsa hamra jan nahi chorta ko k bahot hi bara masla hain

chalyn aye aj baat karte hain k bukhar hota kiyun hain .

Bukhar ki kahi waje ho sakti hain jo k main neche likh deta hon

1 . Garmi lag jaye Ser ko tu bukhar ho sakta hain

2 . Macher kat le tu bukhar ho sakta hain jese hum Dengi bolte hain aur yee sub se khatnaak hota hain .

3 . Mosam tabdeel ho tu bahi bukhaar ho sakta hain

4 . Zaiyda kam karne ki wajaa se bi bukhar ho sakta hain

main ne ap sub ko batya k bukhar kiyun ho sakta hain tu ab main apko btatne ko hon k iska ilaj kia hain aur kese hum bukhar se bach sakte hain .

1 . Agaar bukhar zaiyda hone ko hain jo k dawai se nahi khtm ho rahaa tu us ka bahot hi asaan tareeeka hain ap wo azmao ap sub ko faida ho ga

sub se phele sarsooo k tail main 1 namak ka chamch dalna hain 3, 4 loong daal lo aur isko garm kar lo jubb naamak aur long jal jaye tu isko thandaa kar lo zaiyda nahi neem thandaa kar lo aur ser wala hisa aur pao wala hisaaa chorr k baqi sare jisaam par tail see malish kare .

10 se 15 mint tak malish karne k baad ap jism ko dhanpne ko hain ta k us ko hawaaa na lagye aurr phr kuch dair k baad jism main se hadio main se bahot hi pasena aye ga jiss see Bukhaar tooot jayee ga

ye sub se asaan tareeka hain sub azamye ga ap sub ko faida ho ga .

photo soure: http://hindigyanweb.com/bukhar-ke-aasan-upay-gharelu-nuskhe-in-hindi/

Sort:  

✅ Enjoy the vote! For more amazing content, please follow @themadcurator for a chance to receive more free votes!

You got a 39.45% upvote from @minnowvotes courtesy of @urdublog!

Coin Marketplace

STEEM 0.32
TRX 0.12
JST 0.034
BTC 64664.11
ETH 3166.18
USDT 1.00
SBD 4.11