kaan main dard aur uska ilaj

in #tootke5 years ago

main ne ap sub k waste phele adhe sar ka dard ki waja batne ko thi aur ye bi bataya tha hum uska ilaj kese kar sakte hain aur khush rahne ko hote hain tu main ab ap se kanoo main dard ki waja btao ga aur iska ilaaj batao ga k kese isko theek karne ko hain

kano ka dard koi am dard nahi hain ye itini nazul jagha hoti hain k beardast karna had se zaiydaa muskiol hota hain aurr is waja se sara sar phatne ko hota hain ankho main dard hota hain aur danto main bahi dard hone lag jata hain aysa kiyun hota hain aye is ka batata hon.

  1. Agar kaan main pani chala jayee tu kan band ho jate hain jis waja se kaan andr se itnan norm hote hain k dard shro ho jata hain jo k bahot hi bara masala hone ko hota hain

  2. agr kafi waqat kisi bahot hi zaiyda shooor wali jagha par bahi bethe rahe tu dard shro ho jata hain kiyun k hamre kano ki sunne ki salhaiyat se shooor bard jata hain

  3. agr sar aur gardan main dard rehta hain tu iski waja yee bahi ho sakti hain is le kaan hon ya ankhe kharb ho tu forna ilaj karna chahye

ilaj kese karne ko hain .

1 . agar kaan main pani ho tu jis main ho uske ukkte ho k so jana chahye kuch dair bad aram a jaye ga

  1. agr kan main zaiyda dard ho tu us main katrre daal k ulta ho k sooo jaye kuch dair hone k waste araaam a jaye ga

Image source :https://www.healthline.com/health/allergies-ear-pain

Sort:  

You got a 18.65% upvote from @minnowvotes courtesy of @urdublog!

✅ Enjoy the vote! For more amazing content, please follow @themadcurator for a chance to receive more free votes!

Coin Marketplace

STEEM 0.26
TRX 0.11
JST 0.032
BTC 64555.14
ETH 3086.03
USDT 1.00
SBD 3.85