Nazla zukam ki waja aur desi ilaj

in #tootke5 years ago

ap sub ke wsate main roz koi desi ilaj btata hon ta k koi bi takleef hone pe ap ghar main bi acha sa ilaj kar leyn aur apko aram a jaey pechli post main bataya k sugar kai ko hoti hain aur is se hum kaise bach sakte hain sugar ko koi bi aam na samhje sugar insan ko andar se khtm kar d eti hain aur insan ki zindgi adhi kam ho jati hain is le kabhi bi kisi bemari ko chota na samhje

aj main aik aur btatne laga hon jo k mosam ki waja se hota hain yee thek karne ki zaror tu nahi hoti lekin agr zaiyda barh jae tu us ka ilaj btata hon . nazla aik bahot hi aam se bemari hain jo k bacho main zaiyda hoti hain kiun k bache mosam k tabdeel hone pe apni hifazat nahi rakh pati aur bemar ho jate hain

iski kia waja hoti hain .

  1. mosam k tabdeel hone se nazla ho sakta hain

  2. agar dhol mati zaida hone ko ho aur ap na beatdast karo tu bi nazla ho jata hain

  3. achi tarha ki ice cream na khane ki waja se nazla ho sakta hain

  4. agr sardi haiin tu ap thande pani se nahne ko hai tu nazla ho sakta hain

is ko hum kaise thek kar sakte hain

  1. sunaf aur long ko pani main daal kar k garm karre jub pani thora reh jaye is main misri ko dal leyn aur chaye ki tarha pene se apka zukam thk ho jaye ga

  2. jusanda main lemon wagira dal kar pene se bi kafi aram a jata hain

  3. Chuware khane se bi nazla thek hone ko hota hain kiun k wo bahot hi garam hote hain

image source :https://www.netdoctor.co.uk/conditions/infections/a5569/catarrh/

Sort:  

✅ Enjoy the vote! For more amazing content, please follow @themadcurator for a chance to receive more free votes!

You got a 41.79% upvote from @minnowvotes courtesy of @urdublog!

Coin Marketplace

STEEM 0.30
TRX 0.11
JST 0.033
BTC 64223.84
ETH 3158.34
USDT 1.00
SBD 4.29