Sugar kis le hoti hain aur iska ilaj kia hain

in #tootke5 years ago

main ne pechli post main apke waste pait ke dard ka batya k pait ka dard kaye ko hota hain aur isko hum kaise thek kar sakte hain is se aur kitni bemarian lag saki hain
ab main ap ko us bemari ka btane llaga hon jo phele tu sirf baro pe hi hamla karti thi lekin ub is se chote bare dono hi is marz ka shikar hain aur ye sub se zaida payi jane wali bemari hain aur iski waja se aur kayi bemarian hone ko hoti hain is le is ka ilaj aur ahtit bahot hi zarori hain aur ap sub k le faida mand ho gi

jis bemari ka main zikar karne ja raha ho isko sugar kehte hain is k bahot hi nuqsanta hain is se aur bahot hi bemarian hoti hain insan sust rehta hain aur andar andar se khatm ho jata hain is le is bemari ko forna ilwaj karna chahye nahi tu tike lagwanae parte hain

  1. sugar ki koi khas waja nahi hoti bus ye nasal main chalti hain agr kisi ko ho tu us se agy bachi main ho jati hain is le shadi idr udr karni chahye aur iski dawa se zaiyda ahtiytat hoti hain jo k bahot hi zarori hoti hain ap sub ko agar hain tu ahtiyat kare aur jo main iska ilaj btane ko ho wo kare faida ho ga

is ka ilaj kaise karte hain

1 . kalonji anar ka chilkaa aur maraswa ko akhte kar leyn sub ko achi tarh se kot leynnn akhata kar leyn

  1. subha so k uthte hi 1 se 2 chamch lene se apko bahot hi faida ho ga

  2. Zaitoon k tail se bi sugar ka ilaj mumkin hain aur is se hum kisi had tak sugar ko kam kar sakte hain lekin agar sath ehtiyat na ho tu dawa ka koi faida nahi hain

Image source :https://www.dailymotion.com/video/x52qyho

Sort:  

✅ Enjoy the vote! For more amazing content, please follow @themadcurator for a chance to receive more free votes!

You got a 90.86% upvote from @minnowvotes courtesy of @urdublog!

Sneaky-Ninja-Throwing-Coin 125px.jpg
Defended (37.50%)
Summoned by @urdublog
Sneaky Ninja supports @youarehope and @tarc with a percentage of all bids.
Everything You Need To Know About Sneaky Ninja


woosh

Coin Marketplace

STEEM 0.36
TRX 0.12
JST 0.040
BTC 70446.49
ETH 3571.68
USDT 1.00
SBD 4.73