Operating fund bhi hai jaruri.

in #business6 years ago

Hello Dosto, Main aap ko business shuru karne se pahle kya karna chahye ye bata raha tha. SIBDI ne jo bataya hai main aap ko wahi bata raha hoon. Iss se pahle bhi maine aap ko bataya hai aur aaj fir se main aap ko batane jaa raha hoon. Sara information jo hai wo SIDBI dwara di gayi hai isliye aap in par bharosa kar sakte hai aur har pahlu ko apna sakte hai. 

Image Source hec.edu

Operating fund ka intezaam jaruri.

Business shuru karne se pahle hum bas capital money ke hi baare me sochte hai. Sahi kah raha hoon na main dosto? Jab bhi aap business shuru karne ka sochte hai to yahi sochte hai ki capital kaha se aayega. Lekin hum kabhi operating fund ke baare me nahi sochte hai. Opearting fund ke baare me main aap ko business post me samjha chuka hoon. 

Ye wahi fund hai jo business ko chalane me kaam aata hai. Business ko maintain karne ke liye aap ke pass fund to hona hi chahye na dosto. Isliye dosto capital ke saath saath operating fund ka bhi intezaam karna jaruri hota hai. Sirf capital par hi dhyaan na de operating fund par bhi aap jarur dhyaan de. 

Capital kaha se aayega. 

Dosto maine kayi business ke baare me bataya hai aap ko. Dekho dosto business karna hai to kuch paisa ka intezaam to karna hi padega. Thode paise aap khud kar lijiye aur baaki ka government se bhi loan le lijiye. Aur isi me operating fund ke liye bhi kuch rakh lijiye taaki future me wo aap ke kaam aaye. 

Sort:  

To listen to the audio version of this article click on the play image.

Brought to you by @tts. If you find it useful please consider upvoting this reply.

This post has received a 9.81 % upvote from @boomerang.

You got a 3.70% upvote from @postpromoter courtesy of @mahtabansari370!

Want to promote your posts too? Check out the Steem Bot Tracker website for more info. If you would like to support the development of @postpromoter and the bot tracker please vote for @yabapmatt for witness!

Coin Marketplace

STEEM 0.30
TRX 0.12
JST 0.032
BTC 64117.78
ETH 3112.19
USDT 1.00
SBD 4.23