GLOBAL WARMING EFFECT

in #environment6 years ago

Global warming aaj kisi bhi desh k liye sbse bdi pareshani bn gya h.. Global warming m earth ka temperatures din pratidin bdta ja rha h.. Mausam m badlav aa rha h.. Hmare glacier pigalte ja rhe h.. Agr abi bhi iss samasya p dhyan nhi diya gya to ye dharti k liye ek bda khatra bnke samne aayega.. Jisse dharti puri nast ho shakti h....Global warming ke karan hone Vale jal vayu m badlav ka sbse bda karan Green House gas.. Green House gas vo gas hoti h Jo bahar se milne vali garmi ko apne andar shok leti hai.. Green House gas ka upyog un barfille jgh kiya jata h jha k plant thand ki vjh se Mar jate hai.. Un plant ko garmi pahuchane aur unhe thk rakne ke liye green house gas ka upyog kiya jata hai.. Aise m Inn plant ko kaanch ke ek ghar m rka jata hai aur usme green house gas chhod di jati hai.. Ye gas sun se nikli garmi ko shok leti hai.. Thik isi trah hmari dharti k sth hota hai.. Suraj se aane vali garmi ki kuch matra ko hmari dharti shok leti hai aur isme hmare environment m faile hue green House gas ka bhut yogdan h.. Sbse important gas green house gas ki carbon dioxide hai.. Scientists ko kahena hai ki piche kuch saalo se hmari dharti pe green house gas ki matra bdti ja rhi hai.. Ye mana jata hai ki agar isi trah dharti m global warming bdti gyi to ye ek din hmare jeevan ke liye bhut khatarnak sabit hoga.... image

Coin Marketplace

STEEM 0.31
TRX 0.12
JST 0.033
BTC 64341.19
ETH 3145.13
USDT 1.00
SBD 4.00