Mazeedar laziz Allo aur moli wala Paratha

in #paratha6 years ago

Paratha Pakistan main nashte main khana bohat pasand kia jata hai aur Pakistan main ziada tar Paratha hi nashte main khaya jata hai Paratha roti ki tarah banta hai lekin is par cooking oil lagaya jata hai jis waja se ye paratha khelata hai Pakistan main paratha k bohat c kisam hain lekin ziada tar simple paratha aloo wala paratha aur mooli wala paratha khana pasand kia jata hai aur log bohat shoq se aloo wala aur mooli wala paratha nashte main khana pasand karte hain paratha ko achaar k saath aur dahi k saath khana pasand kia jata hai aur ye bohat hi mazeedar aur laziz lagta hai mujhe bhi paratha khana bohat pasand hai aur aloo wala aur mooli wala paratha bohat shoq se khat hon
2.jpg
1.jpg

Sort:  

This post has received a 12.94 % upvote from @boomerang.

You got a 5.65% upvote from @oceanwhale With 35+ Bonus Upvotes courtesy of @ajnabi! Earn 100% earning payout by delegating SP to @oceanwhale. Visit www.OceanWhaleBot.com for details!

Coin Marketplace

STEEM 0.28
TRX 0.12
JST 0.032
BTC 61232.75
ETH 2977.74
USDT 1.00
SBD 3.60