joron ka dard kis le hota hain aur desi ilaj kia hai

in #tootke5 years ago

kafi logo ko jo k india se hain wo mere btaye howe tootko se khush dikhte hain aur mai bi jo bi ilaj ka kehte hain meri koisish hoti hain ap sub k waste jaldi se jaldi le ao . main ne aj apko btaya tha k nazala kiyun hota hain aur iska ilaj kaise kar sakte hain ye bus aik virus ki waja se hi hoti ha iska itna nuqsan tu nahi hota lekin insan kafi tang a jata hain naak main se bar bar ppani ka ana aur chinkain ana ye sub beardast karna muskil hota hain

ab main ap ko btao ga aik aur pain ka jo k zaiyda tar zaiyda age k logo ko hota hai aur insan uthne k qabil bi nahi rehta is qadar dard hota hain aur ye dar hain joron ka dard jo k bahot hi takleef da hota hai is ka ilaj na ho tu insan sardio garmio main musibat main hota hain aur sardio main tu bahot hi zaida hota hani

joron ka dard ka kaise pata chalta hain

1 . joron k dard se jism k zaida hiso main dard rehne ko hota hain aur joron wali jagha pe zaiyda hota hain iski waja ye hoti hain k york acid maqdar se zaida ho jata hain aur khoon jam ho jata hain jis waja se yee dard bahot hi zaida hone ko hota hain

  1. joron k dard k le vatman wale phala khane chahye aam , chkotara malta aur kino wagira

3 . machli khane se bi dard kai thek ho jata hain kiyun k machli garm hoti hain

  1. joron k dard wale agar aaru khaye tu kafi aram a sakta hain

  2. raat ko til ko pani main rakh k subha ko shaik bana kar til ko ilwhda kar lo aur pani ko pene se dard theek ho jata hain lekin is ke le 2 se 3 maheene chahye hote hain


image source :https://painhealth.csse.uwa.edu.au/pain-module/rheumatoid-arthritis/

Sort:  

✅ Enjoy the vote! For more amazing content, please follow @themadcurator for a chance to receive more free votes!

You got a 95.84% upvote from @minnowvotes courtesy of @urdublog!

Sneaky-Ninja-Throwing-Coin 125px.jpg
Defended (43.18%)
Summoned by @urdublog
Sneaky Ninja supports @youarehope and @tarc with a percentage of all bids.
Everything You Need To Know About Sneaky Ninja


woosh

Coin Marketplace

STEEM 0.29
TRX 0.12
JST 0.033
BTC 63071.06
ETH 3121.31
USDT 1.00
SBD 3.84