Saan ki bemari ( Danma ) ka ilaj

in #tootke5 years ago

main ap sub k waste aysi bemario ka ilwaj bata raha hon jo k aam hain aur kafi logo ko hota hain aam si zindagi main is le mai ap sub k le kosish karta ho asaan se asaaan tareeka btao jo ap sub k waste mufid ho aur ap thek rahe main ne pechli post main btaya k joron ka dard se kese chutkhara pa sakte hain aur ye koi am si bemari nahi hain is se insan uth tak nahi sakta

ab main jo ap ke waste jis bemari ka ilaj laya ho ye bi bahot si logo ko hoti hain isko sans ki bemari kehte hain jis ko dama bi kehte hain is se sans lene main tangi hoti hain aur insan bahot hi muskil halat se guzrta hain is le ap sub k waste ye post likh raha ho k is ki waje kia hoti hain aur is ka desi ilaj kese kar sakta hain

dama kis le hota hain

1 . agar bahot hi arsee se khansi ho aur wo theek na ho tu dama ho sakta hain

2 . motapa bi bahot hi bemario ko janam deta hain sans ka masala zaiyda mota hone ki waja se bahi ho sakta hain

3 . agar bachpan main bacha kamzor ho ttu wo masala baad main dame ki surat ikhtiyar kar leta hain

iska ilaj kese mumkin hain

1 . kuch anjeeer ko pani main le k garam kar leyn aur jub pani zaida khushk ho jaye tu pani ko 10 se 15 din pete rahe tu dama khatm ho jata hain

2 . banas k pate leyn aur pani main dooba kar rakhye aur garm kare aur jub pate sahi se hal ho jaye tu pani ko chahan le aur us main cheenei ya gor dal kar pene see dama aur khansi khtm ho jati hain

3 .kalonjii ka istimal lagata kuch din karte rahe tu bahi dama se chuktkhra paya ja sakta hain


image source :https://health.clevelandclinic.org/why-does-asthma-hit-you-harder-as-an-adult/

Sort:  

You got a 94.53% upvote from @minnowvotes courtesy of @urdublog!

Coin Marketplace

STEEM 0.30
TRX 0.12
JST 0.034
BTC 63877.55
ETH 3143.56
USDT 1.00
SBD 3.97